Books

Saturday, March 16, 2013

Sarkar Khwaja Gharib Nawaz Radiyallahu Ta'ala Anhu


Hazrat Khawaja Moinuddin Hasan Chishti Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Ghayasuddin Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Najmuddin Tahir Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Syed Ibraheem Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Syed Idrees Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Imam Musa Kazim Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Jafar Sadiq Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Mohammad Baqir Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Zainul Abideen Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Hazrat Syedna Imam Husain Radiyallahu Ta'ala Anhu

Bin Ameerul Momineen Hazrat Maula Ali Radiyallahu Ta'ala Anhu
Some Khulafa-e-Uzzam Of Hazrat Khawaja Gharib Nawaz Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Khawaja Qutubuddin Bakhtiyar Kaki Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Imamuddin Damishqi Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Ahmed Qahar Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Niyaz Ahmed Qahar Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Abdul Gaffar Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Ahmed Shahab Kufi Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Shaikh Ahmed Kabuli Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Daududdin Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Qadir Saeed Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat ShaikhMohammad Yadgar Sabzwan Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Abdullah BayaBani Alias Jogi Ajay Pal

Hazrat Maroof Shahab Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Ghulam Hadi Tork Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Qir'aan Ahmed Turk Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Ahmad Khan Ghazi Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Ahmad Khan Durrani Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Sultan Shah Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Abdullah Asghar Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Abdul Farah Qaeshi Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Yaqub Khan Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Khawaja Ahmad Shah Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Abdullah Shah Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Khawaja Muhiuddin Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Shaikh Hamiduddin Nagauri Radiyallahu Ta'ala Anhu

Hazrat Zahiruddin Radiyallahu Ta'ala Anhu

Saying Of The Khawaja Gharib Nawaz
Namaz Is The Meraj Of Momins.Protect It.




8 comments:

  1. hazrat khawaja muhammad nabi raza shah ra ka urs rabiulawwal shareef ki 21 sey 25 tak har saal hota hai aap key urs mein do qul shareef hotey hain choonki aap visaal 24 rabiulawwal hai aur aapki paidaeesh 25 rabiulawwal shareef isliye pehla qul 24 rabiulawwal ko aur doosra qul 25 rabiulawwal shareef ko hota hai 1909 sey lekar aaj tak aap key manney waley poori duniya sey is urs mein shareek hotey hain aap ka silsila jahangiri abululai chishty quadri hai aap ka mazar e aqdas lucknow mein hai aap british army mein ahey uskey baad aap nawab dhaka key finence department key head bhi rahey aap key baarey mein ziyad janney key liye aejaz e jahangiri maqzan e tasswuf wa faizan e shah e raza padein wa web site www shah e raza .com per log karein ya phir googal per hz nabi raza shah tipe karein saarey rezalts miljayengey aur qawwali ya mazeed jankari key liye you tub per shah e raza ya dada miyan ya nabi raza shaha tipe karein aap ko khawaja gareeb nawaz ajmer wa gouspak bagdad aur hazrat nizamuddin aouliya delhi sey khaas nisbat thi aap bandanawaz gulbarga shareef karnatak bhi aksar jatey the aur wahan sey bhi nisbat thi lekin aap key peer o murshid hz faqrulareefeen abdul hai shah ra aap sey bepanaha mohabbat kiya kartey they aap key peer o murshid ney aap key baarey mein farmaya key nabi raza khan sb ko hamari fanayet hasil hai aur khan sb ney jis tharan hamko samgah us tarahn kisi mureed ney hamko samaghney ki koshishsh nahi ki khan sb hamarey mureed hi nahi hamari muraad bhi hain aap key khalifa wa mureedeen ki ek alag hi pehchan yeh alag baat hai ki wo khaeen bhainsori shareef wala apney aap ko bataye ya shakoori ya inayati hasani saqawati haffizee ho chayen ashfaqi ya parsee qateely ho khain basheeri to khain naqeebi lekin inko dekhney key baad lagta hai ye farishton key libas mein zaroor shah e raza lucknow key silsiley sey talooq hai yehi pehchan mukammal musalman ki bhi hai aur inka markaz lucnow quanqah sha e raza dada miyan hai hazrat khawaja sufie mohammad nabi raza shah ki aaj jahan dargah hai aap aksar apni hayatey tiyaba mein isi jagah aakar beitha kartey they aur aksar yahan ki mitee utha kar mureedeen sey farmatey dekho kaisi khooshboo aa rahi hai us samaya to koi nahi samagh paya lekin baad mein log samagh payee ki aaj isi jagah sey puri duniya mein log dada miyan ko jaan rahe hain aap ka khandani talluq afganistan sheqjanana pesahwar sey hai aap key jaddey amjad azam khan aur saied khan sheqjanana sey 175o mein rampur tashreef laye they aur unhoney hi kasba bhainsori shareef ko basaya tha azam khan key betey moh jaan khan huye aur unkey betey risaldar alaf khan wa unkey betey moulana hasan raza khan aur hasan raza khan key 5 betey jinmein 1 hazrat nabi raza khan 2 hazrat ali hasan khan 3 hazrat yousuf hasan khan 4 hazrat inayat hasan khan wa 5 musa raza khan panchvaein betey musa raza khan ki bachpan mein hi deth ho gayee thi hazrat khawaji muhammed nabi raza shah ra key ek hi betey the unka bhi inteqal gulbarga shareef mein 14 saal ki umar mein hi ho gaya tha unka sultan raza khan tha jab unkey visaal ki khabar dada miyan ko di gai to aapney farmaya tum ek sultan ki baat kartey ho merey yahan to abhi sakdon sultan paida hongey ye duniya bhar mein phailey hue khaleefa aur kiya hue aapkey haqeeqe chotey bhai hazrat khawaja muhammad inayat hasan shah aap key visal key baad 1909 mein gaddi per faize hue jo aapkey mureed wa khaleefa bhi they .........abhi jari

    ReplyDelete
  2. http://www.chishtymission.com
    This site is to enable more and more people to benefit from the blessings of Khawaja Baba and realise the power of All mighty Allah and his disciple, Khawaja Moinuddin Chishty of Ajmer.
    Shahi gilaaf

    ReplyDelete
  3. Your article had provided me with another point of view on this topic. I had absolutely no concept that things can possibly work on this manner as well. Thank you for sharing your opinion

    obat tradisional saraf mata
    cara mengatasi maag saat puasa

    ReplyDelete